What is main difference between Website And Blog in Hindi - Top 10 points
Top 10 Basic Instruction for making Website 1.Blog ek website ka hissa mana jata hai, lekin website ka istemaal khas karke apne business ko growth karne ke liye karte hain, marketing, product selling, apne business ki services ko dikhane ke liye website ka istemaal karte hain. 2.Website bhi kayi type ke hote hain jaise ki static website, responsive website, dynamic website. Website ka istemal apni company ki marketing, product selling, aur apne business ki services ko dikhane ke liye bhi karte hain. 3. Website banan a blog banane se kaafi taff (hard) hai, kyu ki website banane ke liye aapko programming language HTML, CSS, PHP, JAVASCRIPT, jaise programming coding aana chahiye. 4.Website banana kaafi costly hai kyu ki agar aapko coding nahi aati hai aur aap apne business ke growth ke liye site banana chahte hai to aapko web developer ya web designer higher karna padega uske liye aapko payment pay karna padega. 5. Website ko daily update karne ki jarurat nahi padhti hai...